Maine Khoja khud ko anjane raheon mein
Aur lete hue samandar ko Bhi Apne bahon mein ....
Pahle kuch Nahi Janata khud ke barein mein
Khud ko dundhata tha main asaman ke tare mein....
Ab jab khuli meri aankhey
Na dikhti koi turung n salakhey..
Ab poori dunia jeetnhi yahi Sapna Hain..
Aaj jameen hai hi kal wo aasama BHI apna Hain .
Comments
Post a Comment